Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Se Jo Ho Koi Kaam Karana
|
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz | Ravindra Jain | Archana Puran Singh, Aditya Pancholi | |||
Jaan Pe Khelkar (1993) | Ravindra Jain | Ched Chad Songs | |||||
hum se jo ho koi kam karana
hum se jo ho koi kam karana
ye kahkar hume josh dilana
ye kam tumhare bas ka nahi
nahi nahi nahi
ye kam tumhare bas ka nahi
khel nahi hai dil ka lagana
khel nahi hai dil ka lagana
ishk me padta hai jaan se jaana
ye kam tumhare bas ka nahi
nahi nahi nahi
ye kam tumhare bas ka nahi
mere afsane me hiro hiroyin se
ek bute ka sawal karta hai
juma juma aath din huye hai abhi milke
wo diwana to kamal karta hai
dega dua tumhe ek diwana
dega dua tumhe ek diwana
pyar se pyar ka do nazrana
ye kam humare bas ka nahi
nahi nahi nahi
ye kam humare bas ka nahi
meri aankhe to jasus ki hai aankhe
ye bhed sare jaan leti hai
bekhud bana ke nazro se pila de
achhe achho ka iman leti hai
achha jara humko bhi pilana
achha jara humko bhi pilana
hum bhi padege inka afsana
ye kaam tumhare bas ka nahi
nahi nahi nahi nahi nahi
ye kam tumhare bas ka nahi
isase pehle ki barsat rasta roke
hume ghar lot jana chahiye
bhigi bhigi rut ko takaja hai yahi ke
pyase dilo ko milana chahiye
haye re mosam ka behkana
haye re mosam ka behkana
ab jajbaat pe kabu pana
ye kaqm humare bas ka nahi
nahi nahi nahi
ye kam humare bas ka nahi