Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Se Bhaaga Na Karo Dur
|
Mukesh Chand Mathur | Khayyam | ||||
Hum Se Bhaaga Na Karo Dur (1972) | |||||||
hum se bhaga na karo dur gijano ki tarah

hume chaha hain tumne chahne walo ki tarah
hum se bhaga na karo dur
khud b khud neend si aankhon mein ghuli jati hain

mahaki mahaki hai shabe gham tere baalo ki tarah
mahaki mahaki hai shabe gham tere baalo ki tarah
hum se bhaga na karo dur
aur kya isse jyada koi narami dhar dun
aur kya isse jyada koi narami dhar dun
dil ke zakhmon ko chhua hain tere galon ki tarah
dil ke zakhmon ko chhua hain tere galon ki tarah
hum se bhaga na karo dur
teri zulfen teri aankhe tere abaru tere lab

ab bhi mashur hain duniya mein misalon ki tarah
ab bhi mashur hain duniya mein misalon ki tarah
hum se bhaga na karo dur
humse mayus na hoye shabe dohrake abhi
humse mayus na hoye shabe dohrake abhi
dil mein kuch dard chamkate hai ujalon ki tarah