Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Salaam Karte Hai Mehfil Me Aane Walo
|
Asha Bhosle | Sonik Omi | ||||
Maan Gaye Ustad (1981) | Verma Malik | Mujra Songs | |||||
nazo se pali gulfam husn ka agaz ishk ka anzam
aa rahi hai aapki khatir banaras ki subah lucknow ki sham
chadti jawani ubharata sabab karega jamane ki niyat kharab
kayamat uthegi giregi bijliya uthega jo chehre se ishqe nakab
hum salam karte hai
mahfil me aane walo hum salam karte hai
mahfil me aane walo hum salam karte hai
ye jindagi ye dil tumhare nam karte hai
mahfil me aane walo hum salam karte hai
tumne hamare pyar ko manjur kar liya
tumne hamare pyar ko manjur kar liya
ek jarra aye nawaze ka aye janab sukriya
aye janab sukriya khidmat me
khidmat me pesh najro ke jam karte hai
khidmat me pesh najro ke jam karte hai
ye jindagi ye dil tumhare nam karte hai
mahfil me aane walo hum salam karte hai
chahe me ab jamane ki farman kijiye
chahe me ab jamane ki farman kijiye
hum jan bhi luta denge mauka to dijiye
mauka to dijiye logo ko kya
logo ko kya hai log to badnam karte hai
logo ko kya hai log to badnam karte hai
ye jindagi ye dil tumhare nam karte hai
mahfil me aane walo hum salam karte hai
shama se jo takraye jal ke khak ho gaye
shama se jo takraye jal ke khak ho gaye
khak ho gaye koi kisi ke darde dil ko manta nahi
hum jal rahe hai aag me koi janta nahi
parwane teri mat ka parmana laye hai
shama hamara nam hai pahchanta nahis
shama se jo takraye jal ke khak ho gaye
namo nishan bhi na raha yu rakh ho gaya
parwano ka hum aise katle aam karte hai
parwano ka hum aise katle aam karte hai
ye jindagi ye dil tumhare nam karte hai
mahfil me aane walo hum salam karte hai
mahfil me aane walo hum salam karte hai
hum salam karte hai hum salam karte hai