Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Mehnatkash Is Duniya Se
|
Mahendra Kapoor | R D Burman | Dilip Kumar | |||
Mazdoor (1983) | Hasan Kamaal | Masti Bhare Geet | |||||
hum mehnatkash is duniya se
apna hissa mangenge
ek bagh nahi ek khet nahi
hum saari duniya mangege
hum mehnatkash is duniya se
apna hissa mangenge
ek bagh nahi ek khet nahi
hum saari duniya mangege
ek bagh nahi ek khet nahi
hum saari duniya mangege
hum mehnatkash is duniya se
doulat ki anderi rato ne
mehnnat ka suraj chupa liya
doulat ki anderi raato ne
mehnnat ka suraj chupa liya
doulat ki anderi raato ne
mehnnat ka suraj chupa liya
doulat ki anderi raato se
hum apna savera mangege
ek baagh nahi ek khet nahi
hum sari duniya mangege
ek baagh nahi ek khet nahi
hum sari duniya mangege
hum mehnatkash is duniya se
kyo apne khoon pasine par
hak ho mayadhari ka
kyo apne khoon pasine par
hak ho mayadhari ka
ek baagh nahi ek khet nahi
hum sari duniya mangege
hum mehnatkash is duniya se
jab apna hisa mangege
ek baagh nahi ek khet nahi
hum sari duniya mangege
hum mehnatkash is duniya se
jab apna hisa mangege
ek baagh nahi ek khet nahi
hum sari duniya mangege
hum mehnatkash is duniya se
har jor julam ki thakar me
hadtal humara nara hai
har jor julam ki thakar me
hadtal humara nara hai
har jalim se thakayenge
har julm ka badla magenge
ek baagh nahi ek khet nahi
hum sari duniya mangege
ek baagh nahi ek khet nahi
hum sari duniya mangege
hum mehnatkash is duniya se
ek baagh nahi ek khet nahi
hum sari duniya mangege
hum mehnatkash is duniya se