Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Ko To Rahna Hai Ek Duje Ke Sath
|
Hariharan, Vinod Rathod, Sonu Nigam | Anu Malik | Naseruddin Shah | |||
China Gate (1998) | Sameer | Patriotic Songs | |||||
humko to rahna hai ek duje ke sath
har muskil me batenge hum ek duje ka hath
humko to rahna hai ek duje ke sath
har muskil me batenge hum ek duje ka hath
bhulega na ye jaha kuch aisa kar jayenge
apne watan ke liye hum hans ke mar jayenge
humko to rahna hai ek duje ke sath
har muskil me batenge hum ek duje ka hath
humko to rahna hai ek duje ke sath
har muskil me batenge hum ek duje ka hath
bhulega na ye jahan kuch aisa kar jayenge
apne watan ke liye hum hans ke mar jayenge
jaat dharm sab alag hai lekin
mulk ek hai dhang ek hai
jism humare juda juda hai lekin khun ka rang ek hai
geeta ko chuke khate hai kasam humhe kuran ki
aan nahi mitane denge apne hindustan ki
desh ke dusman gadaro ko
desh ke dusman gadaro ko mil kar dege maat
humko to rahna hai ek duje ke sath
har muskil me batenge hum ek duje ka hath
humko to rahna hai ek duje ke sath
har muskil me batenge hum ek duje ka hath
bhulega na ye jaha kuch aisa kar jayenge
apne watan ke liye hum has ke mar jayenge
hamne dharam karam se
apne aap ko fauji mana hai
hamne desh ko apne jiwan se bhi badhkar mana hai
sarhad ke kam aa na sake
hum watan ke kam aayenge
sar pe laga kalank hai jo use apne lahun se mitayenge
hum to sine me rakhte hai
hum to sine me rakhte hai
lohe ke jajbat