Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Jaise Jo Dildaar Hote Hain
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Dildaar (1977) | Anand Bakshi | ||||||
sari duniya me do char hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
o sari duniya me do char hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
do char hi sahi tum jaise
do char nahi hum jaise
unke mushkil se didaar hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
o sari duniya me do char hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
ishq me unke armaan khalte nahi
husn ko dekhke jo machalte nahi
isliye unpe jadu bhi chalte nahi
rang wo apna kabhi badalte nahi
wo kabhi badalte nahi
o bas yaaro ke yaar
o bas yaaro ke yaar
bas yaaro ke yaar wo hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
o sari duniya me do char hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
is isharo se tum muskurana nahi
o muskurana nahi
o main samajhta hu koi diwana nahi
khubsurat ha ha bahane banana nahi
hum bade wo hai
tum aajmana nahi
ek najar me ha ha ha
ek najar
ek najar me kai paar hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
ek najar me kai paar hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
julf banke ulajhte sanwarte nahi
hum kisi ki gali se gujarte nahi
hoke badnaam hum jeete marte nahi
jaan deni pade to bhi darte nahi
mar mitne ko
ho mar mitne ko
mar mitne ko taiyaar hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
o sari duniya me do char hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai
hum jaise jo dildaar hote hai