Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Is Paar Tum Us Paar
|
Alka Yagnik, Shabbir Kumar | Dhiraj Dhanak | ||||
Pyar Ho Gaya (1986) | J Vyas | Masti Bhare Geet | |||||
unch nich kabhi bhi ishk ne nahi jana hai
do chahne walo ko juda karna dastur purana hai
fir bhi hum tum milke rahenge
koi rok sake to rok le apne pyar ko
hum is par tum us par bich me dunia ki diwar
fir bhi hum tum milke rahenge
koi rok sake to rok le apne pyar ko
hum is par tum us par bich me dunia ki diwar
hum is par tum us par bich me dunia ki diwar
pyar ka dusman hai sara jamana
dil ka koi mol na isne jana
paiso ko paise wale paiso se hi jodenge
ye tay hai ki dil wale
mar kar bhi milna nahi chodenge
har mahfil me hum yahi kahenge
koi rok sake to rok le apne pyar ko
hum is par tum us par bich me dunia ki diwar
hum is par tum us par bich me dunia ki diwar
bahut bade hai aap uncha ohda hai
aap ke har rishte me ek sauda hai
aap hire panno se apni tijori bharte hai
hum diwane lekin pyar me jite hai or marte hai
pyar kiya hai pyar karenge
koi rok sake to rok le apne pyar ko
hum is par tum us par bich me dunia ki diwar
hum is par tum us par bich me dunia ki diwar
jaha na ho izzat koi ghar aaye mehman ki
aisi daulat se nafrat hai lanat aisi shan ki
lanat aisi shan ki hamko to bas rahna hai
ab teri hi baho me dunia phul bichaye chahe
kate bikhere apni raho me
fir bhi hum tum milke rahenge
fir bhi hum tum milke rahenge
koi rok sake to rok le apne pyar ko
hum is par tum us par bich me dunia ki diwar
hum is par tum us par bich me dunia ki diwar