Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Duniya Ke Annadata Hai
|
Khan Mastana | Amir Ali | ||||
Naya Tarana (1943) | Ali Sardar Jafri | ||||||
ham duniya ke andata hai
ham duniya ke andata hai
aur dharti mata ke sathi
ham duniya ke andata hai
ham duniya ke andata hai
sawan ki sawan ki ghangor ghataye
jab se sokar sathi hai
jab pyasi dharti ke hone
alag tirath kali hai
ham sab bhi mehnat karte
ham sab bhi pasina bahate hai
ham sab bhi bhukhe marte hai
ham sab bhi bhukhe marte hai
ham duniya ke andata hai
jab suraj aag ugalta hai
aur garam hawaye chalti hai
jab khet sunheri hote hai
gehu ki bale falti
ham sab bhi mehnat karte
ham sab bhi bhukhe marte hai
ham sab bhi bhukhe marte hai
ham duniya ke andata hai
dharti se sona ugata hai
dharti se chandi ugati hai
dhanwale sab mil jate hai
aur ham muh takte rehte hai
ham duniya ke andata hai
aur dharti mata ke sathi
ham duniya ke andata hai
ham duniya ke andata hai