Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Dilwale Saari Duniya Se Nirale Hum Jaia Kaun Hai
|
Shailendra Singh, Shakti, Kishore Kumar | R D Burman | Dharmendra | |||
Jagir (1984) | Anand Bakshi | Masti Bhare Geet | |||||
hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaun hai
hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaun hai
he kisi se hum kaha darte hai hawa se bate karte hai
hum dost nahi hum bhai hai is daur ke hatim tai hai
har ek gali yahi baat chali hum jaisa kaun hai
hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaun hai
jo lute kamjoro ko hum luthte hai un choro ke
hum sathi hai insano ke hum dushman hai shaithano ke
dekhne wale dekhte rah gaye hum jaisa kaun hai
hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaun hai
ek dil aur dard hazaro ka bankar paigam baharo ka
jaha koi virana hai hume vaha pe phul khilana hai
jo bhi dekhe hanme wo ye baat kahe hum jaisa kon hai
hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaun hai
hum dilwale sari duniya se nirale hum jaisa kaunhai