Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Apne Dard Ka Kissa Sunaye Jate Hai
|
Khan Mastana | Khan Mastana | ||||
Muqabala (1942) | A. Karim | Sad Songs | |||||
ham apne dard ka kissa sunaye jate hai
ham apne dard ka kissa sunaye jate hai
ham apne dard ka kissa sunaye jate hai
vo hans rahe hai ham aanshu bahaye jate hai
vo hans rahe hai ham aanshu bahaye jate hai
taras rahe hai idhar idhar ham to dekhne ke liye
taras rahe hai idhar idhar ham to dekhne ke liye
udhar vo chehre ko apne chupaye jate hai
udhar vo chehre ko apne chupaye jate hai
mujhe mitta ke bhi choda na unki ulfat ne
mujhe mitta ke bhi choda na unki ulfat ne
bhula raha hu magar yaad aaye jate hai
bhula raha hu magar yaad aaye jate hai
ha pila kar fir unhe behosh kar de ae saki
pila kar fir unhe behosh kar de ae saki
ke hosh me tere diwane aaye jate hai
ke hosh me tere diwane aaye jate hai
ham apne dard ka kissa sunaye jate hai
vo hans rahe hai ham aanshu bahaye jate hai