Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hum Albele Saudagar
|
Usha Khanna, Mohammed Rafi | Usha Khanna | ||||
Nateeja (1969) | Saleem Sagar | ||||||
ham albele saudagar choti si dukan sajakar

delhi ke bazar se aaye nayi nirali cheeze laye
bechte hai raste me raste ka maal saste me

har cheez milegi badiya kuch lete jao babu
bajar se kimat kam hai jo chaho kharido babu
uchi dukan ka to fika pakvan hai
sacha hai maal hai sachi juban hai
bechte hai raste me raste ka maal saste me
bechte hai raste me raste ka maal saste me
mai chota sa polish wala kuch meri bhi seva lena
shishe ki tarah juto ko chamakau to paise dena
yaaro ki baat mano paise bachao
polish ki ek dubiya ghar le jao
bechte hai raste me raste ka maal saste me
bechte hai raste me raste ka maal saste me
ye chudiya ye jhumke ye sadhi banaras wali

sab lete jao babu khush ho jaye gharwali
ruthe mehbub ko jo chaho manana
apni dukan par tum sang le ke aana