The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Hui Hai Shaam To Aankhon Men Bas Gayaa Phir Tu
0
Ghulam Ali Ghulam Ali
Passport (1961)
Lyrics of Hui Hai Shaam To Aankhon Men Bas Gayaa Phir Tu - हुई है शाम तो आँखों में बस गई फिर तू

hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu

kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu

tu, fir tu

mai jaanta hun ki duniya tujhe badal degi

mai manta hun ki aisa nahi ba zaahir tu
mai manta hun ki aisa nahi ba zaahir tu
kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
tu, fir tu

hansi khushi se bichhad ja agar bichhadna hai

ye har maqaam pe kya sochta hai aakhir tu
ye har maqaam pe kya sochta hai aakhir tu
kaha gaya hai mere shahar ke musaafir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
hui hai shaam to aankho me bas gaya phir tu
tu, fir tu

faraaz tune use mushqilo me daal diya
faraaz tune use mushqilo me daal diya
faraaz tune use mushqilo me daal diya
zamana saahib e zar aur sirf shaair tu