Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hotho Pe Chahat Ka Ijahar Hota Hai
|
Abhijeet, Sadhana Sargam | Rais Bhatia | Mithun Chakraborty | |||
Zakhmi Sipahi (1995) | Rani Malik | Romantic Songs | |||||
hotho pe chahat ka ijahar hota hai
har pal kisi ka intjar hota hai
ankhiyo se nind udti hai to to pyar hota hai
ha ha pyar hota hai to pyar hota hai
hotho pe chahat ka ijahar hota hai
har pal kisi ka intjar hota hai
ankhiyo se nind udti hai to to pyar hota hai
ha ha pyar hota hai to pyar hota hai
hotho pe chahat ka ijahar hota hai
pahle bhi kitni bar aaye gaye mousam
itne hasin lekin lagte na the hamdam
pahle bhi kitni bar aaye gaye mousam
itne hasin lekin lagte na the hamdam
ankhiyo se dil mile to aai hai ye bahare
raho me khil gaye hai phulo ke ye sitare
bina vajah man ye bekarar hota hai
har pal kisi ka intjar hota hai
ankhiyo se nind udti hai to to pyar hota hai
ha ha pyar hota hai to pyar hota hai
hotho pe chahat ka ijahar hota hai
dekhe jo bhi sapne tum vo hakikat ho
takdir bhi tumhi ho tum hi mohabbat ho
dekhe jo bhi sapne tum vo hakikat ho
takdir bhi tumhi ho tum hi mohabbat ho
pakar tumhe hui hai roushan ye jindagani
hum hai nasibo wale ye baat hamne mani
sanso me ek naya khumar hota hai
har pal kisi ka intjar hota hai
ankhiyo se nind udti hai to to pyar hota hai
ha ha pyar hota hai to pyar hota hai
hotho pe chahat ka ijahar hota hai
har pal kisi ka intjar hota hai
ankhiyo se nind udti hai to to pyar hota hai
ha ha pyar hota hai to pyar hota hai
hotho pe chahat ka ijahar hota hai