Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hotho Mein Dupatte
|
Bhushan Dua | Nadeem Shravan | ||||
Hi Ajnabi (1997) | Sameer | ||||||
hotho mein dupatte ko daba lete hai
hotho mein dupatte ko daba lete hai
kuch aur bhi aankho ko wo jhuka lete hai
main chand ka karta hun kabhi jikar jo unse
to chehare ko wo hatho mein chhupa lete hai
hotho mein dupatte ko daba lete hai
kuch aur bhi aankho ko wo jhuka lete hai
unki yahi ada to mujhe achi lagti hai
har bat dilruba ki mujhe achi lagti hai
jo bat batani hai akshr wo chhupate hai
karte hai sirf wada milne nahi aate hai
karte hai sirf wada milne nahi aate hai
ek naya bahana wo bana lete hai
hotho mein dupatte ko daba lete hai
kuch aur bhi aankho ko wo jhuka lete hai
main jindagi se jyada unhe pyar karta hun
tanhaiyo mein unka intajar karta hun
diwana bana ke hai mere dil ko muskura ke
betab karke jate hai khwabo mein mere aake
betab karke jate hai khwabo mein mere aake
ninde meri rato ki chura lete hai
hotho mein dupatte ko daba lete hai
kuch aur bhi aankho ko wo jhuka lete hai
badal ka wo garjana bijali ka wo cham chamana
ghabara ke unka mere sine se lipat jana
sano se sar jhuka ke kano ko chum lena
wo mujhse wade karna wo kasme mujhko dena
wo mujhse wade karna wo kasme mujhko dena
main jo ruth jau wo mana lete hai
hotho mein dupatte ko daba lete hai
kuch aur bhi aankho ko wo jhuka lete hai
main chand ka karta hun kabhi jikar jo unse
to chehare ko wo hatho mein chhupa lete hai
hoth mein dupatte ko daba lete hai
kuch aur bhi aanhko ko wo jhuka lete hai