Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ho Sake To Dil Ke Badle Dil
|
Chitragupt, Asha Bhosle, Shamshad Begum, Mohammed Rafi | S N Tripathi | ||||
Aladdin Aur Jadui Chirag (1952) | Pandit Chand | ||||||
ho sake to dil ke badle dil inayat kijiye
kah rahi hai har najar hamse mohabbat kijiye
hamse mohabbat kijiye
sharbati aankho se nagme
sharbati aankho se nagme
ched do barsat ke
ched do barsat ke
dub jayenge nigaho me sitare raat ke
dub jayenge nigaho me sitare raat ke
ho chuka hona tha jo
ho chuka hona tha jo
ab hamko ruksat kijiye
kah rahi hai har najar hamse mohabbat kijiye
hamse mohabbat kijiye
hoke sake to dil ke badle dil inayat kijiye
kah rahi hai har najar hamse mohabbat kijiye
hamse mohabbat kijiye
der kya hai
der kya hai kisliye ikarar se inkar hai
hur ko langur se ulfat ko ye dusvar hai
hur ko langur se ulfat ko ye dusvar hai
muft me badnaam ho
muft me badnaam ho
aisi na harkat kijiye
kah rahi hai har najar hamse mohabbat kijiye
hamse mohabbat kijiye
kya musibat hai
kya musibat hai ke dil ki dhadkane betab hai
dhadkane betab hai
dhadkano me naujawani ke suhane khwab hai
dhadkano me naujawani ke suhane khwab hai
suhane khwab hai
in hasin khwabo ki duniya par hukumat kijiye