Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ho Raha Hai Sama
|
Anu Malik | Anu Malik | ||||
Ho Raha Hai Sama (Album) (0) | |||||||
dhua dhua ho raha hai sama
kahin to hai aag lagi
ke ho na ho ye tera kaam hai
ke shola badan hai tu hi
ke ada se jaha bhi tu chala mere pyare
bhadke angare chumke tere kadam
dhua dhua ho raha hai sama
kahin to hai aag lagi
dekhi hai teri kasam aisi kai mehfile
o dilwale khilte huye
hasnte, machalte huye
par jab bhi jaane jigar tujhse mili hai najar
o ekdum sulagne lage
sine me daage jigar
ke ada se jaha bhi dil chala mere pyare
bhadke angare chumke tere kadam
dhua dhua ho raha hai sama
kahin to hai aag lagi
dekha hai jabse tujhe
apna bhi ye haal hai
chingari aisi lagi
ashqo se bhi na bujhe
tauba hai jaane ada
ye husn hai ya kahar
o bijli girati hansi
shole jagati najar
ke ada se jaha bhi tu chala mere pyare
bhadke angare chumke tere kadam
dhua dhua ho raha hai sama
kahin to hai aag lagi
ke ho na ho ye tera kaam hai
ke shola badan hai tu hi
ke ada se jaha bhi tu chala mere pyare
bhadke angare chumke tere kadam