Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ho Laga Aisa Pichhe Mai Ho Gayi Re Banwariya
|
Asha Bhosle | Kalyanji Anandji | Dharmendra | |||
Apne Dushman (1976) | Qamar Jalalabadi | ||||||
ho laga aisa piche ho laga aisa piche mai ho gayi re bawariya
ho jab jab mujhse lipte dhadak jaye angiya
ek tuhi kismat wala dupatta mera satrangiya
dupatta mera satrangiya
satrangiya re dupatta mera satrangiya
kajra re lat se khele maje se wo khele maje se
chupke se lag jaye mere gale se haye mere gale se
galo ko chume lage aag jaise galo ko chume lage aag jaise
more tan man me bhadkaye jwala
dupatta mera satrangiya dupatta mera satrangiya
satrangiya re dupatta mera satrangiya
deti na sone ye barkha ki ratiya haye barkha ki ratiya
kape hai dil jaise pipal ki patiya pipal ki patiya
andekhe sajna se karti hu batiya
andekhe sajna se karti hu batiya
ab moh se na jaye sambhala
haye dupatta mera satrangiya dupatta mera satrangiya
satrangiya re dupatta mera satrangiya
lahre duppata kisi ko na dungi dupatta na dungi
lahko me mangoge to bhi na dungi dupatta na dungi
apne sajanwa ko bin dam dungi jiski chahat ne rang dala