Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ho Ladako Dhum Machao
|
Shamshad Begum, Mohammed Rafi | Husnlal Bhagatram | ||||
Rajput (1951) | Moti | ||||||
ho kaun samay mein gende phoole
kaun samay mein bela
ho kaun samay mein gende phoole
kaun samay mein bela
he koun samay mein naina lage
koun samay mein bela koun samay mein bela
ho ladako dhum machao peda jalebi khao
milke shor machao vaah ji vaah
ho kaun samay mein gende phoole
kaun samay mein bela
kaun samay mein bela
ho kaun samay mein gende phoole
kaun samay mein bela
ho kaun samay bela
ho holi mein do naina lage
ho holi mein do naina lage
lage basanti mela
hoye lage basanti mela
ho ladako dhum machao peda jalebi khao
milke shor machao vaah ji vaah
ho sone jaise munh mein bindiyan
aankh mein kajal lave
ho aankh mein kajal lave
ho jo ho ho sone jaise munh mein bindiyan
aankh mein kajal lave
ho aankh mein kajal lave
chhup chhup nain katari maare
chhup chhup nain katari maare
kahe paas na aave
ho kahe paas na aave
ho ladako dhum machao
peda jalebi khao
milke shor machao vaah ji vaah
ho aankh mein kajal lake
piriya piya se milane jave
ho piya se milane jave
ho piya se milane jave
ho aankh mein kajal lake
piriya piya se milane jave
ho piya se milane jave
marane vale mar kare
marane vale mar kere
vo hanth kabhi na aave
vo hanth kabhi na aave
ho ladako dhum machao
peda jalebi khao
milke shor machao vaah ji vaah