Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ho Kaisi Khushi Ki Hai Raat Balam Mere Sath
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | Nutan, Nasir Khan | |||
Nagina (1951) | Hasrat Jaipuri | Romantic Songs, Happy Songs | |||||
ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath
jiya lahraye re nazar sharmaye re
ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath
jiya lahraye re nazar sharmaye re
kar ke singar aai sath bahar lai
kar ke singar aai sath bahar lai
naino me tere liye lai main pyar lai
naino me tere liye lai main pyar lai
ho lai main pyar lai
ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath
jiya lahraye re nazar sharmaye re
ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath
jiya lahraye re nazar sharmaye re
dhire se naam liya dil ne salaam kiya
dhire se naam liya dil ne salaam kiya
aankho me bate hui hay re maar diya
aankho me bate hui hay re maar diya
o hay re maar diya
ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath
jiya lahraye re nazar sharmaye re
ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath
jiya lahraye re nazar sharmaye re
yahi fasana mera dil ka tarana mera
yahi fasana mera dil ka tarana mera
hontho pe nache hasi aaj zamana mera
hontho pe nache hasi aaj zamana mera
ho aaj zamana mera
ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath
jiya lahraye re nazar sharmaye re
ho kaisi kushi ki hai raat balam mere sath
jiya lahraye re nazar sharmaye re