Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hijabe Fitna Parvar Ab Utha Leti To Acha Tha
|
Jagjit Singh | |||||
Kahkashan 2 (Jagjit Singh) (0) | Ghazals | ||||||
hizabe fitna parvar ab utha leti to acha tha

khud apne husn ko parda bana leti to acha tha
teri nichi najar khud teri kismat ki muhafiz hai

tu is nastar ki teji aazma leti to acha tha

tere mathe ka tika mart kismat ka tara hai

agar tu saje bedari utha leti to acha tha
khud apne husn ko parda bana leti to acha tha
tere mathe pe ye aachal bahut hi khub hai lekin

tu is aachal se ek parcham bana leti to acha tha