Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Heer To Badi Sad Hai
|
Mika Singh | A R Rahman | Deepika Padukone, Ranbir Kapoor | |||
Tamasha (2015) | Irshad Kamil | ||||||
heer to badi sad hai hoye aaj kal very mad hai ji
heer to badi sad hai hoye aaj kal very mad hai ji
na khati peeti hai hoye
rona dhona mushkil hai ji
pyar ke loo mein itni jal gayi
loo mein jana mushkil hai hoye
loo mein jana mushkil hai hoye
heer ki halat kasam rab ki hoye
kasam rab ki hoye kasam rab ki
heer to badi sad hai hoye aaj kal very mad hai ji
heer to badi sad hai hoye aaj kal very mad hai ji
ho ishq hai machis dil hai diesel
dono tange duram dur
kante pante aankh aankh ko
sapne kar gaye churam chur
ha baji padi hai band heer ki
ab is band pe nache kaun
huyi bolti band band si kayi dino se hai wo bore
log kahe sanki ho gayi ha ya wo utter mad hai
heer to badi sad hai heer to badi sad hai
aaj kal very mad hai ji
ho man mridang baje bedhang
uda hai rang bechare ka
luk muk uppar pressure kooker
huaa dimak kuware ka
ha tel lagane gayi jinadagi
so so ke din kante wo
wakq ke munh pe gussa karke
maarti rahti chante wo fikar mein ab to dad hai
ha mom bhi badi sad hai heer to badi mad hai
aaj kal very mad haye ji
she is still not glad na khati peeti
rona to na mushkil pyar ke loo mein itni jal gayi
loo mein jana mushkil hai loo mein jana mushkil hai
heer ki halat kasam rab ki kasam rab ki kasam rab ki
aaj kal very mad haye ji heer to badi sad hai hoye
aaj kal very mad haye ji heer to badi sad hai hoye