Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
He Nainva Na Pher Pher Ke Chalo
|
Sudha Malhotra, Asha Bhosle | S Mohinder | ||||
Picnic (1966) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
hey nainva na pher pher ke chalo
hey nainva na pher pher ke chalo
na rahega sada ye zamana
are na rahega sada ye zamana zamana
hey nainva na pher pher ke chalo aaha aaha
babuji na chhed chhed ke chalo
oye babuji na chhed chhed ke chalo
ban jaoge khud hi nishana
ho ban jaoge khud hi nishana nishana
ke babuji na chhed chhed ke chalo aay haye
nainva na pher pher ke chalo
hum nahi kahte ke nashe me na jhuliye
hum nahi kahte ke nashe me na jhuliye
duniya me rahna hain itna na bhuliye
bahko na aise zamana hain bura, aisa
nainva na pher pher ke chalo haye
babuji na chhed chhed ke chalo
banta hain bnake koi diwana chah me?
oye sadke gauri oye
banta hain bnake koi diwana chah me?
fursat itni kahan ke milo raah me
are sunte to jaao garibo ki sada
ha babuji na chhed chhed ke chalo haye haye
nainva na pher pher ke chalo ho
aisa na ho koi dilwala intkaam le
are ja ja
aisa na ho koi dilwala intkaam le
kya ho jab tadap ke kalai koi tham le
aisa kahoge to milegi saja baap re
nainva na pher pher ke chalo oho
babuji na chhed chhed ke chalo
na rahega sada ye zamana
ho ban jaoge khud hi nishana nishana
ke babuji na chhed chhed ke chalo haye haye
nainva na pher pher ke chalo ho