Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hazaro Khwahishein Aise
|
Lata Mangeshkar | Hridaynath Mangeshkar | ||||
Lata Sings Ghalib & Other Ghazals (1999) | Mirza Ghalib | Ghazals | |||||
hazaro khwahishe aisi ke har khwaish pe dam nikle

bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
hazaro khwahishe aisi
nikalna khud se aadam ko sunte aaye the lekin

bahut beaabroo hokar tere kuche se hum nikle
hazaro khwahishe aisi ke har khwaish pe dam nikle
hazaro khwahishe aisi
mohabbat mein nahi hain fark jeene aur marne ka

usi ko dekhkar jis kaafir pe dam nikle
hazaro khwahishe aisi ke har khwaish pe dam nikle
hazaro khwahishe aisi
kaha mahkhane ka darwaja gaalib aur kaha waaiz

par itna jaante hain kal wo chahta tha ke hum nikle