Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hazaro Khwahishe Aisi
|
Jagjit Singh | |||||
Mirza Ghalib (TV Series) (0) | Mirza Ghalib | Ghazals | |||||
hazaro khwahishe aisi ki har khwahish pe dam nikle
bahut nikle mere arman lekin fir bhi kam nikle
nikalna kuldish aadam ka sunte aaye hai lekin
bahut be aabru hokar tere kuche se hum nikle
mohabbat me nahi hai farq jine or marne ka

usi ko dekh kar jite hai jis kafil pe dam nikle
hazaro khwahishe aisi ki har khwahish pe dam nikle
bahut nikle mere arman lekin fir bhi kam nikle
khuda ke waste parda nakab ise utha jalim

kahi aisa na ho ye bhi wahi kafil sanam nikle
kaha maykhane ka darwaja galib or kaha wahiz

par itna jante hai kal wo jata tha ki hum nikle