Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hazaro Khwahise Aisi
|
Jagjit Singh | Jagjit Singh | ||||
Tera Bayaan Ghalib (Jagjit Singh) (0) | Mirza Ghalib | Ghazals | |||||
hazaro khwahise aisi ki
har khwahise pe dum nikle
bahut nikle mere arman
phir bhi bahut kam nikle
niklna khuldist aadam ka
sunte aaye hai lekin
bahut be aabru ku kar
piche se gum nikle
mohabbat me nahi hai fark
jeene or marne ka
mohabbat me nahi hai fark
jeene or marne ka
usi ko dekh kar jeete hai
usi ke dum par dum nikle
hazaro khwahise aisi ki
har khwahise par dum nikle
bahut nikle mere arman
phir bhi bahut kam nikle
khuda ke vaste parda na
kabi se utha zalim
khuda ke vaste parda na
kabi se utha zalim
kahi aisa na ho yahn bhi
wahi kafir sanam nikle
kaha mekhane ka darwaja
galib aur kaha waiz
kaha mekhane ka darwaja
galib aur kaha waiz
par itna jante hai
kal ho jata tha ki hum nikle
hazaro khwahise aise ki
har khwahise par dum nikle
bahut nikle mere arman
phir bhi bahut kam nikle