Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hazar Khwab Haqeeqat
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Ravindra Jain | ||||
Insaaf Ka Tarazu (1980) | Sahir Ludhianvi | ||||||
hazar khwab haqiqat ka rup le lenge
hazar khwab haqiqat ka rup le lenge
magar ye shart hai tum muskura ke han keh do
mohbbato me hi dono ka ek hi matlab
mohbbato me hi dono ka ek hi matlab
ada se na kaho ya muskura ke han keh do
hazar khwab haqiqat ka rup le lenge
hazar khawab baharo ke or sitaro ke
tumahre sath meri zindgi me aye hai
tumhari baho ke jhule me jhulne ke liye
machal machal ke mere aang gun gunaye hai
ye sare shokh sare shokh ye sare shokh
sada takta rup le lenge magar ye shart hai tum
muskura ke han keh do
hazar khwab haqiqat ka rup le lenge
bharegi mang tumahri vo din bhi kya hoga
sajegi saij hawao ki sans mehkegi
tum apne hath se sarkaoge mera anchal
ajib aag mere tan badan me dehkegi
ye sare shokh sare shokh ye sare shokh
sada takta rup le lenge magar ye shart hai tum
muskura ke han keh do
hazar khwab haqiqat ka rup le lenge
mai apni zulfo ke saye bichhaungi tum par
mai tumpe apni jawa dhadkane lutaunga
mai subha tumko jagaungi lab pe lab rakh kar
mai tumko bhinch ke kuch or pas launga
ye sare shokh sare shokh ye sare shokh
sada takta rup le lenge magar ye shart hai tum
muskura ke han keh do muhbbato me hai dono ka
ek hi matlab mohbbato me hai dono ka
ek hi matlab ada se na kaho ya
muskura ke han keh do
hazar khwab haqiqat ka rup le lenge