Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Haye Zalim Tu Ne Pee Hai
|
Firoz Nizami, Naseem Akhtar | Firoz Nizami | ||||
Nek Parvin (1946) | Waheed Qureshi | ||||||
haye zalim haye zalim
haye zalim tune pee hi nahi
haye zalim tune pee hi nahi haye zalim
sharab me hai maza kya
sharab me hai maza kya teri bala jane
sharab me hai maza kya teri bala jane
na pee ho jisne kabhi iski kadar kya jane
na pee ho jisne kabhi iski kadar kya jane
suna hai milti hai marne ke baad jannat me
suna hai milti hai marne ke baad jannat me
magar chupi hai wo jannat kaha khuda jane
haye zalim ha haye zalim haye zalim
haye zalim tune pee hi nahi tune pee hi nahi
tune pee hi nahi tune pee hi nahi haye zalim
to ye kaho ye angur kisne paida kiya
ye sabd rang ka billur kisne paida kiya
ye sabd rang ka billur kisne paida kiya
angur ke usi ras ko
angur ke usi ras ko sharab kahte hai
angur ke usi ras ko sharab kahte hai
khuda ki chiz ko pagal azab kahte hai
haye zalim ha haye zalim haye zalim
haye zalim tune pee hi nahi tune pee hi nahi
tune pee hi nahi tune pee hi nahi haye zalim
hai tere pahlu me saaki bhi aur sharab bhi hai
hai tere pahlu me saaki bhi aur sharab bhi hai
ghata hai chhayi hui
ghata hai chhayi hui sar pe aaftab bhi hai
ghata hai chhayi hui sar pe aaftab bhi hai
kise khabar hai ke saaki ho kal sharab na ho
kise khabar hai ke saaki ho kal sharab na ho
ye dono ho bhi to shayad tera shabab na ho
haye zalim ha haye zalim haye zalim
haye zalim tune pee hi nahi tune pee hi nahi
tune pee hi nahi tune pee hi nahi haye zalim