Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Haye Re Ud Ud Jaye Mora Reshmi Dupattva
|
Noor Jehan, Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali | Husnlal Bhagatram, Pandit Amarnath | Noor Jahan | |||
Mirza Sahiban (1947) | Qamar Jalalabadi | Masti Bhare Geet | |||||
haye re ud ud jaye haye re ud ud jaye
mora reshmi dupattwa dupattwa ho dupattwa
haye re ud ud jaye haye re ud ud jaye
mora reshmi dupattwa dupattwa ho dupattwa
haye re ud ud jaye
ek hawa ka mitha jhokha kah gaya mithi bat
kah gaya mithi bat
bhule se kahi tham na lena pardesi ka hath
ho pardesi ka hath
ye bat mujhe samjhaye dupatta resham ka
ye bat mujhe samjhaye dupatta resham ka
ho dupatta resham ka
haye re ud ud jaye haye re ud ud jaye
mora reshmi dupattwa dupattwa ho dupattwa
haye re ud ud jaye
piche piche aane wale ho piche na re chal ho
piche na re chal ho
dar hai yuhi beet na jaye sajan sama suhana
sajan sama suhana
ye mitha geet sunaye dupatta resham ka
ye mitha geet sunaye dupatta resham ka
ho dupatta resham ka
haye re ud ud jaye haye re ud ud jaye
mora reshmi dupattwa dupattwa ho dupattwa
haye re ud ud jaye
dub raha hai suraj apne dil me lekar aas
dil me lekar aas
dur dur hai do dil bolo kaise aaye pas
o kaise aaye pas
do bichde dil milwaye dupatta resham ka
do bichde dil milwaye dupatta resham ka
ho dupatta resham ka
haye re ud ud jaye haye re ud ud jaye
mora reshmi dupattwa dupattwa ho dupattwa
haye re ud ud jaye