Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Haye Kuchh Ho Gaya Ji
|
Shamshad Begum, Mohammed Rafi | Hansraj Behl | ||||
Sawan (1959) | Prem Dhawan | Romantic Songs | |||||
haye kuch ho gaya ji kya ho gaya ji
haye kuch kho gaya ji kya kho gaya ji
ek dil tha mera nazo ka pala
oye solah sal tak tha jise sambhala
oye ek din ek pardeshi ne jane kya jadu dala
todke bachpan ke sab nate chala ye dil matwala
beiliya chala ye dil matwala ho jate jate
roka maine na ja na ja karke badnaam
ho jate jate roka maine na ja karke badnaam
aise jo dil na mana aise jo dil na
mana to liya hatho se tham
to mera dil aise tadpa dhak dhak dhak
dhak dhak dhak dhak
to mera dil aise tadpa jaise jal bin machhli
o mera dil aise tadpa jaise jal bin machhli
o mera dil aise tadpa jaise jal bin machhli
mera dil aise tadpa jaise jal bin machhli
haye mai to lut gaya ji kyu lut gaya ji
haye dil tut gaya ji kyu tut gaya ji
do nain the mere aji bhole bhale bis sal tak jo rahe kanware
oye ek din koi chhail chhaibili aayi kajra dale
aisi li angdai usne tute dil ke tale o bailiya tute dil ke tale
o tale tute pada daka aur dekhte aur dekhte rah gaye nain
o tale tute pada daka aur dekhte rah gaye nain
oye chali gayi jadugarni o chali gayi jadugarni
lut ke dil ka chain nain kahe mil jaye
nain kahe mil jaye jise dekh tabiyat bhadki
nain kahe mil jaye jise dekh tabiyat bhadki
nain kahe mil jaye jise dekh tabiyat bhadki
nain kahe mil jaye jise dekh tabiyat bhadki
haye kuch ho gaya ji kya ho gaya ji
haye kuch kho gaya ji kya kho gaya ji
oye na mai jhuthi oye na tu jhutha
to kyu naino ne mere dil ko luta
jab jab nain milenge tab tab dil ko jana hoga
jab tak ye duniya hai kayam yahi fasana hoga
goriye yahi fasana hoga
o sun sun mere mahi kabhi pyar ki
kabhi pyar ki hogi na har
o sun usn mere mahi kabhi pyar ki hogi na
har ke chalungi mai to sang tere
ke chalungi mai to sang tere chahe roke sab sansar
o tu mera sawan re aur mai sawan teri badli
o tu mera sawan re aur mai sawan teri badli
o tu mera sawan re aur mai sawan teri badli
aa chhod ke duniya pagli chal kahi aur chale
aa chhod ke duniya pagli chal kahi aur chale
kaise aau ke hai lachari wo dekh samne hai khada shikari
zara aankh bacha ke mere pichhe aaja
o dekh le danye hai ek darwaja
arey dekh na le ji kahi zalim raja
ab soch na bate bas aaja aaja
aa chhod ke duniya pagli chal kahi aur chale
aa chhod ke duniya pagli chal kahi aur chale
mai sawan teri badli tu mera sawan re
mai sawan teri badli tu mera sawan re