Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Haye Jise Maine Rakshak Samjha
|
Manna Dey | Kanu Ghosh | ||||
Naya Zamana (1957) | Bharat Vyas | ||||||
haye jise maine rakshak samjha
wo bhakshak bana tumhara
pooja or deepak me niche bhi
ye tha andhiyara aaj gharo ke khel me hai
kismat ka tera sitara aage badhte jao mgar
hota hai dur kinara
aaj sati ka dharam gira hai dunya ki is jal me
makkari hai har harkat me chalaki har jal me
chamak rahi hai nyay ki bijli
karodhi badan vishal me
aaj pariksha hai nari ki papi ke is bhuchal me
magar o nari tu bharat ki gayitri or geeta
chal us rah pe jispe chal ke amar ho gayi sita re
amar ho gayi sita satya ka deepak dharam ki bati
teri jyot bujhe na re jag me badle rang jamana
badle rang jamana badle badle rang jamana
badle rang jamana