Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hath Sine Pe Jo Rakh Do To Qarar Aa Jaye
|
Noor Jehan, G. M. Durrani | Husnlal Bhagatram, Pandit Amarnath | Gulab, Noor Jehan, Trilok Kapoor, Gope | |||
Mirza Sahiban (1947) | Aziz Kashmiri | Romantic Songs | |||||
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye

dil to kehta hai ki aankho me chhupa lu tujhko

dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye
dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye
dil ke zakhmo pe mere pyaar ka marham rakh do

beqaraari to mujhe kuchh to qaraar aa jaaye
beqaraari to mujhe kuchh to qaraar aa jaaye
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye
yu khuda ke liye chhino na mere hosh-o-havaas

aisi nazro se na dekho ki khumaar aa jaaye
aisi nazro se na dekho ki khumaar aa jaaye
haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye
chhod ke tum bhi chale jaaogi qismat ki tarah

baad-azaane to ajal hi ko na pyaar aa jaaye