Lyrics of Haste Khelte - हँसते खेलते
hey pal yahi hai masti ke
geet chhed do khushi ke
din gujaro zindagi ke
hanste khelte, hanste khelte
ae pal yahi hai masti ke
geet chhed do khushi ke
din gujaro zindagi ke
hanste khelte, hanste khelte
itna bhi man aazad na ho
farz bhi tumko yaad na ho
jivan ye barbad na ho dekho
hanste khelte, hanste khelte
are pal yahi hai masti ke
geet chhed do khushi ke
din gujaro zindagi ke
hanste khelte, hanste khelte
o meri kismat hai tum mujhko mil gaye
man ke virano me khil gaye
jadu teri aankho se kya chal gaye
mausam rango me ye dhal gaye
kat jaye yu hi ye safar umar ka
hanste khelte, hanste khelte
ae pal yahi hai masti ke
geet chhed do khushi ke
din gujaro zindagi ke
hanste khelte, hanste khelte
hai jag ki reet yahi
haar kabhi jeet kabhi
biti huyi gham ki ghadi
yaad na kar meet kabhi
gaao bhai tum logo bhi gaao na
are hai jag ki reet yahi
haar kabhi jeet kabhi
kya hai maja jeene ka
gujre agar ye dukh hi jhelte
are pal yahi hai masti ke
geet chhed do khushi ke
din gujaro zindagi ke
hanste khelte, hanste khelte
o itna bhi man aazad na ho
farz bhi tumko yaad na ho
jivan ye barbad na ho dekho
hanste khelte, hanste khelte
o yaari jinse hai hum unke yaar hai
dilwale hai hum dildar hai ho
hone bhi do hum se jo bedar hai
hum to karte sabko pyar hai
kahta hai koi kuch bhi jeeyenge hum
hanste khelte, hanste khelte
are pal yahi hai masti ke
geet chhed do khushi ke
din gujaro zindagi ke
hanste khelte, hanste khelte
pal yahi hai masti ke
geet chhed do khushi ke
din gujaro zindagi ke
hanste khelte, hanste khelte
hanste khelte, hanste khelte