Lyrics of Hari Naam Me Madhu Hai Bhara - हरी नाम में मधु हैं भरा
hari naam me madhu hain bhara
is mantr se mukti ka marg mila
hari naam me madhu hain bhara
is mantr se mukti ka marg mila
bhakti se mukhda mod ke pagle
phul na shul bana
hari naam me madhu hain bhara
is mantr se mukti ka marg mila
ek hain manav sabhi yaha
is antar me kaise uljha
ek hain manav sabhi yaha
is antar me kaise uljha
manav sewa madhav sewa
manav sewa madhav sewa
kyu bhula ye mantr mukti ka
hari naam me madhu hain bhara
is mantr se mukti ka marg mila
dhan ke bal par rijh raha tu
rakhwale ko kyu bhula tu
dhan ke bal par rijh raha tu
rakhwale ko kyu bhula tu
jiwan bhi to hain chhaya
jiwan bhi to hain chhaya
isme usme bhedbhav kya
hari naam me madhu hain bhara
is mantr se mukti ka marg mila
satay bhi, dharm bhi kahte tujhse
narayan hi nar bante hain
satay bhi, dharm bhi kahte tujhse
narayan hi nar bante hain
is mahima ka kise pata hain
is mahima ka kise pata hain
narayan hi vishav rup hain
hari naam me madhu hain bhara
is mantr se mukti ka marg mila
bhakti se mukhda mod ke pagle
phul na shul bana
hari naam me madhu hain bhara
is mantr se mukti ka marg mila