Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Har Ek Dil Ko Humne Tatola Hai
|
Asha Bhosle | Bappi Lahiri | ||||
Bazaar Band Karo (1974) | Anjaan | ||||||
har ek dil ko humne tatola hai lekin
kisi dil me bhi ab murabat nahi hai
ye duniya badi bewafa hai yaha par
kisi ko kisi se mohabbat nahi hai
har ek dil ko humne tatola hai lekin
kisi dil me bhi ab murabat nahi hai
ye duniya badi bewafa hai yaha par
kisi ko kisi se mohabbat nahi hai
jalakar khud apne hi daag-e-jigar ko
ujala bhi kar lenge hum apne ghar me
jalakar khud apne hi daag-e-jigar ko
ujala bhi kar lenge hum apne ghar me
kisi chand suraj ki hasrat nahi ab
kisi roshni ki jarurat nahi hai
kisi roshni ki jarurat nahi hai
kisi roshni ki jarurat nahi hai
agar apne ashqo ko hum hukum de de
to pal me ye sari khudai baha de
agar apne ashqo ko hum hukum de de
to pal me ye sari khudai baha de
kayamat se kayamat jaga de
magar humko rone ki aadat nahi hai
magar humko rone ki aadat nahi hai
magar humko rone ki aadat nahi hai
har ek dil ko humne tatola hai lekin
kisi dil me bhi ab murabat nahi hai