The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Hansti Aankho Ko Jisne Aansu Diye
0
Mahendra Kapoor, Hemlata, Jaspal Singh Ravindra Jain
Daku Aur Mahatma (1977) Ravindra Jain Sad Songs
Lyrics of Hansti Aankho Ko Jisne Aansu Diye - हँसती आँखों को जिसने आँसू दिये है

hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne aasu diye hai
use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna
jisne jine ke sahare chhin liye hai use maaf kabhi naa karna

badle ki aag tan man ko jalaye hum sab ko rulaye
na rakhana ise dil mein dabaye yaad apne ko aaye
bachpan mein ye aag bujhalo aaj ki baat na kal par taalo
bachpan mein ye aag bujhalo aaj ki baat na kal par taalo
jis papi jis papi sitam din raat kiye hai
use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna

use maf kabhi na karenge hum badla leke rahenge
use maf kabhi na karenge hum badla leke rahenge
hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne asu diye hai
use maf kabhi na karna koi pap kabhi na karna
use maf kabhi na karna

aao mai banadu tumhe sacha sipahi thoda jaldi banao
desh ka ho bacha bacha sipahi hame ladna sikhado
kam ye or kisi ko na dena apna badla aap hi lena
kam ye or kisi ko na dena apna badla aap hi lena
phulo jaise dil o phulo jaise dil jisne kato se siye hai
use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna
hum veer jawan banenge julmo ke khilaf ladenge
hum veer jawan banenge julmo ke khilaf ladenge
hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne asu diye hai
use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna

dunia me sab ban jaye jo aise ban jaye jo aise
dekhe burai fir rahti hai kaise fir rahti hai kaise
waqt badalte der na lage tabhi sawera jab hum jage
waqt badalte der na lage tabhi sawera jab hum jage
kal ki khushiya ho kal ki khushiya to sari tumhare liye hai
koi pap kabhi na karna koi pap kabhi na karna
use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna