Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hansta Hua Gulab Hu
|
Asha Bhosle | Chitalkar Ramchandra | ||||
Sher Dil (1965) | Hasrat Jaipuri | ||||||
hansta hua gulaab hun
khud hi main ek sharaab hun
pi le tu mere hath se
fir na maja milega
hansta hua gulaab hun
khud hi main ek sharaab hun
rangat meri gulaabi, aur chaal kaamyabi
botal hai meri baahe
kaatil hun naujawa dil
main ?? mahtaab hun
? har mulk mujhse
pi le tu mere hath se
fir na maja milega
hansta hua gulaab hun
khud hi main ek sharaab hun
jannat teri reham hai
dharti bhi aasma hai
logo ki baat mat sun
jaalim abhi jawa hai
ye dil ? hun
main chaand ka jawab hun
pi le tu mere hath se
fir na maja milega
hansta hua gulaab hun
khud hi main ek sharaab hun
ye raat ye sabaai
masti bhari hawayein
ye raaz kaun jaane
kab jindgi me aaye
tadpa hua shabaab hun
jugnu hun maahtaab hun
pi le tu mere hath se
fir na maja milega
hansta hua gulaab hun
khud hi main ek sharaab hun