Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hans Ke Guzari Zindagi Hai Wahi Aadmi
|
Kumar Sanu | Bappi Lahiri | ||||
Brahma (1994) | Prayag Raj | Masti Bhare Geet | |||||
hans ke gujare zindagi hai wahi admi
pyar se sware jindagi hai wahi admi
muskilo se darta nahi dusmano se kare dosti hai wahi admi
hans ke gujare zindagi hai wahi admi
pyar se sware jindagi hai wahi admi
mera tera kahta hai lekin tera kuch nahi
sab to diya hai khuda ne par tu khus nahi
mera tera kahta hai lekin tera kuch nahi
sab to diya hai khuda ne par tu khus nahi
jinko kabhi kuch na mila unke liye kuch kar ke ja
kam aisa kar jaye jo wo mar ke bhi marta nahi
hai wahi admi
hans ke gujare jindagi hai wahi admi
pyar se saware jindagi hai wahi admi
dher tha ek mitti ka jisme dali jan
rup mila iswar ka or bana insan
dher tha ek miti ka jisme dali jan
rup mila iswar ka or bana insan
sab ko de pyar sabse le pyar
ghoom ke jaha me le aya bahar
khud jo andhere me chale dusro ko de roshni
hai wahi admi
hans ke gujare jindagi hai wahi admi
pyar se sware jindagi hai wahi admi
muskilo se darta nahi dusmano se kare dosti hai wahi admi