Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hans Hans Ke Hasino Se Nazar Char Kiye Ja
|
Lata Mangeshkar | Chitalkar Ramchandra | Vyjayantimala | |||
Yasmin (1955) | Jan Nissar Akhtar | Dance Songs | |||||
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
ye julf ye asru ye latakti hui bahe
bijli si girati hui khamosh nigahe
ye julf ye asru ye latakti hui bahe
bijli si girati hui khamosh nigahe
hai takat-e-didar to didar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
lazim hai mohabbat me lagawat bhi ada bhi
ulfat me mile tujhse thadapne ka maja bhi
lazim hai mohabbat me lagawat bhi ada bhi
ulfat me mile tujhse thadapne ka maja bhi
ikrar kiye ja kabhi inkar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
har ek ada husn ki aankho me basa le
sine me jara ishq ka toofan jaga le
har ek ada husn ki aankho me basa le
sine me jara ishq ka toofan jaga le
soyi hui taqdeer ko bedar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja