Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Han Mere Hai Tere Jismo Jan
|
Arun Daga | Sandeep Surya | ||||
Jeena Tere Bina - Arun Daga (2007) | Sayeed Quadri | ||||||
ha mere hai tere jismo ja
hai meri teri parchhayiya
ha mere hai tere jismo ja
hai meri teri parchhayiya
ek naya sa ye ehsaas hai
kuch kahi to huyi baat hai
khab main bunta hu
tanha main rahta hu
ab bhid me janeja
tu rahe aagosh me
mere kal mere har roj me
dekhu main bas ab ye hi khab
tu rahe aagosh me
mere kal mere har roj me
dekhu main bas ab ye hi khab
tera jism baaho me tute
mere ishq me tu yu dube
mujhko dede tu tera ehsaas ehsaas
dilnashi hai teri har ada
tera hansna tera bolna
tere chehre me ek baat hai
aayine ki tarah saaf hai
jab bhi main takata hu
isko main padhta hu
kahta hai dil ki dastan
sari duniya ko chhod ke
teri yaado ko odh ke
gujre ab meri har raat
sari duniya ko chhod ke
teri yaado ko odh ke
gujre ab meri har raat
mera haal aakar tu puchhe
mera hath hatho se chhu le
chahe dagu kuch aise lamhat lamhat
roj uthte hi ab har subah
sochta hu main ye dilruba
ki tere jo din raat hain
tere jo bhi khayalat hain
main unme rahta hu
kya yaad aata hu
meri bhi hai kya kuch jagah
ha mere hai tere jismo ja
hai meri teri parchhayiya
ek naya sa ye ehsaas hai
kuch kahi to huyi baat hai
khab main bunta hu
tanha main rahta hu
ab bhid me janeja
khab main bunta hu
tanha main rahta hu
ab bhid me janeja