Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hamko To Jaan Se Pyari Hai Tumhari Aankhe (Version 2)
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Shashi Kapoor, Rajshree | |||
Naina (1973) | Hasrat Jaipuri | Romantic Songs | |||||
hamko to jan se pyari hai tumhari aanhke
haye kajal bhari madhosh ye pyari aankhe
hamko to jan se
husn ki raho mein aaye na andhero ka nahar
hamsafar main hu tumhara tumhe kis baat ka dar

jab jarurat ho sanam lena hamari aankhe
haye kajal bhari madhosh ye pyari aankhe
hamko to jan se
hamko to jan se pyari hai tumhari aanhke
haye kajal bhari madhosh ye pyari aankhe
hamko to jan se pyari hai tumhari aanhke
haye kajal bhari madhosh ye pyari aankhe
hamko to jan se
mast aankhe ke gate huye maykhane hai
mast aankhe ke chalke huye paymane hai
mast aankhe ke gate huye maykhane hai
mast aankhe ke chalke huye paymane hai
hamne dekhi nahi aisi to kawari aanhke
haye kajal bhari madhosh ye pyari aankhe
hamko to jan se
marg si phul hans hans ke khili jati hai
nind ke bojh se sharamake jhuki jati hai

or katil hai sanam nind se bhari aankhe
haye kajal bhari madhosh ye pyari aankhe
hamko to jan se
roshni chand me suraj me hai jab tak kayam
jyot roshan rahe tumhari aankho me hardum

ye dua hai ki salamat rahe pyari aankhe