Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hamari Kismat Mein Jo Likha Hai
|
Uma Devi | Nisar Bazmi | ||||
Hamari Kismat (1949) | Rajjan | ||||||
hamari kismat mein jo likha hai
wo aansuo se mita rahe hain
hamari kismat mein jo likha hai
wo aansuo se mita rahe hain
nahin hai koi jahaan mein apna
ye apne dil ko suna rahe hai
bahut machalte the dil ke armaan
bahut machaaye thi shor umangen
bahut machalte the dil ke armaan
bahut machaaye thi shor umangen
bahut machaaye thi shor umangen
sitam se duniya ke tang aakar
sitam se duniya ke tang aakar
wo roti aankhon se jaa rahe hain
hamari kismat mein jo likha hai
wo aansuo se mita rahe hain
chahak rahi thi jo kal chaman mein
wo aaj pinjre mein hai fadakti
chahak rahi thi jo kal chaman mein
wo aaj pinjre mein hai fadakti
wo aaj pinjre mein hai fadakti
sunega teri na koi bulbul
sunega teri na koi bulbul
zamaane waale bata rahe hain
hamari kismat mein jo likha hai
wo aansuo se mita rahe hain