Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hamara Yaar Hai Hum Hai
|
Aarti Mukherjee, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Vinod Mehra | |||
Neelima (1975) | Majrooh Sultanpuri | Romantic Songs | |||||
hamara yaar hai hum hai mohabbat hai jawani hai
hamare hal par kitni khuda ki
meharbani hai meharbani hai
hamara yaar hai hum hai mohabbat hai jawani hai
hamare hal par kitni khuda ki
meharbani hai meharbani hai hamara yaar hai
ab in aankho ab in hotho ki mai pikar
hoke nashe me chur tamana ki nayi duniya
basayenge chal ke kahi dur
hamara yaar hai hum hai mohabbat hai jawani hai
hamare hal par kitni khuda ki
meharbani hai meharbani hai hamara yaar hai
na kyu chahke na kyu bahke ke hum barso
tarse hai jinke bin unhi se ab gale lag le
ke rut aayi bite zudai ke din
hamara yaar hai hum hai mohabbat hai jawani hai
hamare hal par kitni khuda ki
meharbani hai meharbani hai hamara yaar hai
khilayenge chaman me hum
ek aisa gul jo na khila pahle
ho ke nanha sa koi chanda
hansega bhi ab apne aanchal tale
hamara yaar hai hum hai mohabbat hai jawani hai
hamare hal par kitni khuda ki
meharbani hai meharbani hai hamara yaar hai