Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hamane Kisee Se Sunee Kahanee
|
Ashok Kumar | Saraswati Devi | ||||
Jhoola (1941) | Kavi Pradeep | ||||||
hamne kisi se suni kahani
ek safar hai ye jindgani
hamne kisi se suni kahani
ek safar hai ye jindgani
kisko pagle tu kehta hai apna
prem ki duniya ka jhutha hai sapna
kisko pagle tu kehta hai apna
prem ki duniya ka jhutha hai sapna
unka phulo se rishta hi kya
unka phulo se rishta hi kya
jinki kismat kaanto ke bich pali re
chali re chali re meri nav chali re
na jane kidhar na jane kidhar
aaj meri nav chali re
chali re chali re meri nav chali re
kal ki baato ko bhul mere manwa
prit hai dukho ki mul mere manwa
kal ki baato ko bhul mere manwa
prit hai dukho ki mul mere manwa
sapne kisi ke kabhi hote na pure
roj banao fir bhi adhure
roj banao fir bhi adhure
bite huye sapno ka bojh utha le
dur kahi dur meri nav chali re
chali re chali re meri nav chali re
na jane kidhar na jane kidhar
aaj meri nav chali re
chali re chali re meri nav chali re