Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hamaare Sivaa Tumhaare Aur Kitane Divaane Hain
|
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji | Prem Chopra, Mumtaz, Feroz Khan | |||
Apradh (1972) | Indeevar | Romantic Songs | |||||
humare siva tumhare aur kitne divane hai
humare siva tumhare aur kitne divane hai
ha tumhare aur kitne thikane hai
kasam se kisi ko nahi mai janati acha
aur kisi ko nahi pahchati chhodo chhodo ye to bahae hai
humare siva tumhare aur kitne divane hai
tumhare aur kitne thikane hai
khubsurti aur vafa dekhi na dono ek jagah
ha dekhi na dono ek jagah hote hai mard bade shaqi
bat hai ye bilkul pakki bholi si aati ho nazar
ho chachal chalak magar aurat ka dil jane nahi
aap hume pahachae nahi chhodo chhodo hum bhi sayane hai
humare siva tumhare aur kitne divane hai
tumhare aur kitne thikane hai
tum ho paresha kis gam se razedil kah do humse
ha razedil kah do hum se apni kaho chhodo meri
karte ho kyo hera pheri yaro pe tohmat lagate nahi
sab ko nisha banate nahi khud harajai banwre ho tum
ek jagah kab thahre ho tum chhodo chhodo hum to parwane hai
humare siva tumhare aur kitne divane hai
kasam se kisi ko nahi mai janati acha
aur kisi ko nahi pahchati chhodo chhodo ye to bahae hai
humare siva tumhare aur kitne divane hai