Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hamaare Desh Men, Hamane Gaanv Ke Panaghat Pe
|
Mukesh Chand Mathur | Laxmikant Pyarelal | Kalpana, Jeetendra, Vinod Khanna, Bindu, Rekha | |||
Ek Bechara (1972) | Anand Bakshi | ||||||
hamre des me kehte the har ladki hindustani
ya radha hai ya seeta hai ya jhansi ki rani
rama ho rama rama ho rama rama ho rama rama ho rama
hamne ganv ke panghat pe bhai hamne ganv ke panghat pe
hamne ganv ke panghat pe bhai dekhi thi panhariyan
chakkar kha gaye ham to re bhaiya dekh sheher ki nariyan
hamne ganv ke panghat pe hamne ganv ke panghat pe bhai
dekhi thi panhariyan chakkar kha gaye ham to re bhaiya
dekh sheher ki nariyan o ho ho ho
yaha sadke hai vaha galiya thi yaha kante hai waha kaliya thi
waha tanga tha yaha tamtam hai vaha gori thi yaha madam hai
vaha payal thi yaha sandal hai vaha payal thi yaha sandal hai
vaha jhumar tha yaha pandel hai vaha ghunghat tha yaha jalva hai
vaha shanti thi yaha balva hai baat baat pe karti hai
baat baat pe karti hai ye ladne ki taiyariyan
chakkar kha gaye ham to re bhaiya dekh sheher ki nariyan
koi bulbul hai koi titli koi shola hai koi bijli hai
koi m.a hai koi b.a hai koi koi to p.a hai
bas nam hi to ek asli hai bas nam hi to ek asli hai
baqi jo hai sab nakli hai kaisi doli kya barati
khud chun le ye jeevansathi shadi se pehle karti hai
shadi se pehle karti hai aksar prem kuwariya
chakkar kha gaye ham to re bhaiya dekh sheher ki nariyan
rama ho rama rama ho rama