Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ham Lakh Chhupaye Pyar Magar Duniya
|
Kumar Sanu, Asha Bhosle | Nadeem Shravan | Farheen, Ronit Roy | |||
Jaan Tere Naam (1992) | Rani Malik | Romantic Songs | |||||
ham lakh chhupaye pyar magar
ham lakh chhupaye pyar magar duniya ko pata chal jayega
lekin chhup chhup ke milne se
lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega

tum kitne bhole bhale ho har baat ko khel samajhte ho
mai jab duniya ki kehti hu tum apne dil ki kehte ho
yeh pyar hamara rab jane
yeh pyar hamara rab jane jane kya rang layega
lekin chhup chhup ke milne se
lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega
lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega
ham lakh chhupaye pyar magar
yeh mast hawa mehki yeh fija aankho me nasha sa chhata hai
ik rang khushi ka aata hai ik rang khushi ka jata hai
yeh mitha mitha dard mujhe
yeh mitha mitha dard mujhe din raat yu hi tadpayega
lekin chhup chhup ke milne se
lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega
lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega
ham lakh chhupaye pyar magar
tum in baaho ke ghere me aankhe band karke so jao
kal kya hoga yeh bhul ke tum mithe sapno me kho jao
mai rakhwala iss tan man ka
mai rakhwala iss tan man ka jo hoga dekha jayega