Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ham Intazaar Karenge, Tera Qayamat Tak
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Roshan | Pradeep Kumar, Naaz, Meena Kumari | |||
Bahu Begum (1967) | Majrooh Sultanpuri | Intezaar | |||||
hum intzaar karenge hum intzaar karenge
tera kayamat tak
khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye
khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye
hum intzaar karenge
ye intzaar bhi ek imtiha hota hai
isise ishq ka shola jawan hota hai
ye intzaar salamat ho ye intzaar salamat ho
aur tu aaye
khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye
hum intzaar karenge
bichhaye shauq se khud hi bewafa ki raaho me
khade hai dip ki hasrat liye nigaho me
kabul-e-dil ki ibadat ho kabul-e-dil ki ibadat ho
aur tu aaye
khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye
hum intzaar karenge
wo kushnasib hai jisko tu intkaab kare
wo kushnasib hai jisko tu intkaab kare
khuda hamari mohabbat ko kamyaab kare
jawa sitara-e-kismat ho jawa sitara-e-kismat ho
aur tu aaye
khuda kare ke kayamat ho aur tu aaye
hum intzaar karenge