Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Hafiz Khuda Tumhara
|
Talat Mehmood, Madhubala Zaveri | Dhumi Khan | ||||
Naqab Posh (1956) | Munir Arzoo Kazmi | ||||||
hafiz khuda tumhara hame bhul na jana
hame bhul na jana hafiz khuda tumhara
hame bhul na jana hame bhul na jana
aye dil aye dil aye dil aakhir jaruri vaar hai
dushman hai jamana dushman hai jamana
taro ki tarah raha sakhi ye meri aankhe
sakhi ye meri aankhe taro ki tarah raha
sakhi ye meri aankhe sakhi ye meri aankhe
balam mere chand kabhi doob na jana
o aye dil aye dil aye dil aakhir jaruri vaar hai
dushman hai jamana dushman hai jamana
tadpayegi din chandani rato me gujari
rato me gujari thadpayegi din chandani
rato me gujari rato me gujari
ulfat me hamari kasam aansu na bahana
o aye dil aye dil aye dil hafiz khuda tumhara
hame bhul na jana hame bhul na jana
alla bachaye tumhe dushman ki najar se
dushman ki najar se alla bachaye tumhe
dushman ki najar se dushman ki najar se
fir sada baharo ki tarah laut ke aana
o aye dil aye dil aye dil hafiz khuda tumhara
hame bhul na jana hame bhul na jana
aakhir jaruri vaar hai dushman hai jamana
dushman hai jamana