Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Haaye Haye Kisiki Patli Kamar
|
Mahendra Kapoor | N Datta | ||||
Inspector (1970) | S H Bihari | ||||||
haye haye kisi ki patli kamar lachakti
kisi ka mukhda gulab jaise
koi bataye koi bataye ke aisi halat me
dil pe kabu rahe to kaise kisi ki patli kamar lachakti
kisi ka mukhda gulab jaise
koi bataye koi bataye ke aisi halat me
dil pe kabu rahe to kaise
khuda bachaye ajeeb sa hai shabab ka ye hasi zamana
khuda bachaye ajeeb sa hai shabab ka ye hasi zamana
kadam kadam per nayi kahani
kadam kadam per naya fasana
haye kisi ki patli kamar lachakti
kisi ka mukhda gulaab jaise
koi bataye koi bataye ke aisi halat me
dil pe kabu rahe to kaise
ye gori gori tumhari bahe machal rahi hai
kuch is tarah se
ye gori gori tumhari bahe machal rahi hai
kuch is tarah se
nazar ko dhokha ye ho raha hai
lagi hai paani me aag jaise
haye kisi ki patli kamar lachakti
kisi ka mukhda gulab jaise
koi bataye koi bataye ke aisi halat me
dil pe kabu rahe to kaise
khuli khuli ye tumhari zulfe zarur sawan ki badliya hai
khuli khuli ye tumhari zulfe zarur sawan ki badliya hai
or inke peeche chupi chupi si
ye shokh nazro ki bijliya hai
kisi ki patli kamar lachakti
kisi ka mukhda gulab jaise
koi bataye koi bataye ke aisi halat me
dil pe kabu rahe to kaise