Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Haaye Haaye Re Daiyya Moyi Mai To Kyo Jawaan Huyi
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Shankar Jaikishan | ||||
Balidaan (1971) | Verma Malik | Masti Bhare Geet | |||||
haye haye
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
mangta hai dil kabhi koi kabhi koi
mangta hai dil kabhi koi kabhi koi
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
pukarte hai mujhko ab jawan chhokre
kahte hai aao mere pas meri jaan chhokre
are har sharif najar beiman ho gayi
jawan hoke main to preshan ho gayi
ho diwane chanda haye diwane chanda
are tham meri baiya mera aur nahi koi
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
mangta hai dil kabhi koi kabhi koi
mangta hai dil kabhi koi kabhi koi
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
koi meri kalai me kangana fasa gaya
ungli me pyar se koi challa chadha gaya
koi to meri baho se aake lipat gaya
jhulfo ko ched ched ke jhumka palat gaya
oye imaamdeena haay, nizaam deena
main tere gale lag lag bar bar royi
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
mangta hai dil kabhi koi kabhi koi
mangta hai dil kabhi koi kabhi koi
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
masti se bhari teri ye nadan jawani
sab janate hue bhi ye anjaan jawani
duniya ki nigaho me ye tufan jawani
ye teri zindagi ka imtihan jawani
o jawan gori haye o jawan gori
ari aaj tere sab kal tera nahi koi
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
mangta hai dil kabhi koi kabhi koi
mangta hai dil kabhi koi kabhi koi
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui
haye re daiya moyi mai to kyu jawan hui